/
Afreen Afreen Praise to the Creator Afreen Afreen Praise to the Creator

Afreen Afreen Praise to the Creator - PDF document

phoebe
phoebe . @phoebe
Follow
344 views
Uploaded On 2021-08-19

Afreen Afreen Praise to the Creator - PPT Presentation

This is keyed to httpwwwyoutubecomwatchvUDXaykwr6EHusn E Jana Ki Tareef Mumkin NahiAafreen Aafreen Aafreen AafreenTu Bhi Deke Agar To KaheHumnasheenAafreen Aafreen Aafreen AafreenAisa Dekha Nahi K ID: 866695

aankhein aafreen face chehra aafreen aankhein chehra face praise creator jism bun body gayi koi jais bhi nahi mumkin

Share:

Link:

Embed:

Download Presentation from below link

Download Pdf The PPT/PDF document "Afreen Afreen Praise to the Creator" is the property of its rightful owner. Permission is granted to download and print the materials on this web site for personal, non-commercial use only, and to display it on your personal computer provided you do not modify the materials and that you retain all copyright notices contained in the materials. By downloading content from our website, you accept the terms of this agreement.


Presentation Transcript

1 Afreen Afreen (Praise to the Creator)
Afreen Afreen (Praise to the Creator) This is keyed to http://www.youtube.com/watch?v=UD - Xaykwr6E Husn E Jana Ki Tareef Mumkin Nahi Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen Tu Bhi Deke Agar To Kah e Humnasheen Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen Aisa D e kha Nahi Khoobsurat Koi Jism Jais e Ajanta Ki Moorat Koi Jism Jais e Niga ahon Pay Jaado Koi Jism Naghma Koi, Jism Khushboo Koi Jism Jais e Machalti Hoi Raagni Jism Jais e Mehekti Hoi Chandni Jism Jais e Ke Khilta Hoi Aik Chaman Jism Jais e Ke Sooraj Ki Pehli Kiran Jism Tarsha Hoa Dil - kash O Dil - nasheen Sandali Sandali, Marmari Mar mari Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen Husn E Jana Ki Tareef Mumkin Nahi Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen Chehra Ek Phool Ki Tarah Shadab Hai Chehra Uska Hai Ya Koi Mehtaab Hai Chehra Jaise Ghazal, Chehra Jaan E Ghazal Chehra Jaise Kali, Chehra Jaise Kanw al Chehra Jaise Tasawwar Bhi Tasveer Bhi Chehra Ek Khwaab Bhi, Chehra Taabeer Bhi Chehra Koi Alif Lail Ki Dastaan Chehra Ek Pal Yaqeen, Chehra Ek Pal Gumaan Chehra Jaisa Ki Chehra Kaheen Bhi Naheen Maahroo Maahroo, Mehjabeen Mehjabeen Aafreen Aafreen, Aaf reen Aafreen Husn E Jana Ki Tareef Mumkin Nahi Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen

2 Praising the beloved’s beauty is impos
Praising the beloved’s beauty is impossible praise to the creator , praise to the creator If you see my beloved, you will also say praise to the creator , praise to the creato r I never saw anyone so beautiful body is like the images of Ajanta* body is like a spell on eyes body is like a song, like perfume body is like ecstatic music body is like perfumed moon - light body is like a blooming garden body is like the first ray of Sun body is like a carved statue, eye - catching and arresting like sandalwood , like marble praise to the C reat or, praise to the Creator. Praising the beloved’s beauty is impossible Praise to the Creator, praise to the Creator face is as fresh as a flow er is it a face or the moon face is like an ode, face is essence of ode face is like flower - bud, face is like lotus face is like i mage of imagination face is dream, face is the meaning of dream face is one of the tales of Arabian Nights face is at one ins tant is certainty, and at another speculation, a face like no other face anywhere at all face like moon ; forehead like moon praise to the C reat or, praise to the Creator. Praising the beloved’s beauty is impossible

3 Praise to the Creator, praise to the
Praise to the Creator, praise to the Creator * Ajanta - Caves in India famous for their mural paintings. *View some at http://personal.carthage.edu/jlochtefeld/buddhism/ajanta/mahajanaka.html Aankhein D e khe To Mein D e khta Reh Gaya Jaam Do Aur Donon He Do Aatisha Aankhein Ya Maikade Ke Yeh Do Baab Hein Aankhein Inko Kahoon Ya Kahoon Khuwaab Hein Aankhein Neechi Huwi To Haya Bun Gayi A ankhein Unchi H uwi To Dua Bun Gayi Aankhein Uth Ker Jhuki To Ada Bun Gayi Aankhein Jhuk Ker Uthi To Qaza Bun Gayi Aankhein Jin Mein Qaid Aasman O Zameen Na rgisi Nargisi, Surmayi Surmayi Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen Husn E Jana Ki Tareef Mumkin Nahi Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen Aankhein D e khe To Mein D e khta Reh Gaya Jaam Do Aur Donon He Do Aatisha Aankhein Ya Maikade Ke Yeh Do Baab Hein Aankhein Inko Kahoon Ya Kahoon Khuwaab Hein Aankhein Neechi Huwi To Haya Bun Gayi A ankhein Unchi H uwi To Dua Bun Gayi Aankhein Uth Ker Jhuki To Ada Bun Gayi Aankhein Jhuk Ker Uthi To Qaza Bun Gayi Aankhein Jin Mein Qaid Aasman O Zameen Na rgisi Nargisi, Surmayi Surmayi Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen Husn E Jana Ki Tareef Mumkin Nahi Aafreen Aafreen, Aafreen Aafreen