/
Zindaan   mein  jab ye  shor Zindaan   mein  jab ye  shor

Zindaan mein jab ye shor - PowerPoint Presentation

dollumbr
dollumbr . @dollumbr
Follow
345 views
Uploaded On 2020-08-27

Zindaan mein jab ye shor - PPT Presentation

utha Alam se dard tha us dam har ek ka chehra qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha bandhe the haath badan tauq se larazta tha ID: 804314

mein baqir grave understandingaza baqir mein understandingaza grave meri kar son banaun qabr hamsheer beta madad sisterwww body bury

Share:

Link:

Embed:

Download Presentation from below link

Download The PPT/PDF document "Zindaan mein jab ye shor" is the property of its rightful owner. Permission is granted to download and print the materials on this web site for personal, non-commercial use only, and to display it on your personal computer provided you do not modify the materials and that you retain all copyright notices contained in the materials. By downloading content from our website, you accept the terms of this agreement.


Presentation Transcript

Slide1

Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta tha, na uth saka jo janaza behen ka bhai se to ro ke bête se sajjad phir ye kehne lage

When suddenly there was an uproar in the prison, everyone’s faces were troubled, and the brother reached near his sisters body, his hands were tied and his body was trembling with the chains, he couldn’t lift the body of his sister and he cried and said

www.understandingaza.com

Slide2

Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sisterwww.understandingaza.comZanjeer uthao tum meri Aur uski laash uthaaoun mein You lift my chains and I will lift her body

Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein

Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sister

Slide3

Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sisterwww.understandingaza.com

Slide4

Dada ne bari mazloomi mein tha dadi ko dafnayaLekin woh madina tha baqir aur ye he des parayaIs chaar baras ki dukhyara ko ghurbat ko kahaan dafnaoun meinMy grandfather was very oppressed when he had to bury my grandmotherBut that was madinah but this isn’t our city

How can I bury this troubled 4 year old girl in this strange land? www.understandingaza.com

Slide5

Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sisterwww.understandingaza.com

Slide6

Jab tumko rihai miljaye phuphiyon ko watan pohnchana Rehlenge yahin hum bhai behen tum qafla ghar lejana Dafnate huwe is bachhi ko zindaan mein agar marjaoun mein When you are set free make sure you take your auntys back to the countryThe two of us will stay here and you take the caravan hom

If I die while I am trying to bury her in this prisonwww.understandingaza.com

Slide7

Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sisterwww.understandingaza.com

Slide8

Donon ko juda me kaise karun himmat hi nahin ye meriHe baap ke sar se lipti huwi bejaan ye aap ki betiKya saath sakina ke baba sar aap ka bhi dafnaaoun mein How can I separate the two of you, I don’t have the strength to Your daughter is holding her father’s head so tight

Shall I just bury your head with her, oh father? www.understandingaza.com

Slide9

Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sisterwww.understandingaza.com

Slide10

Taweeze lehd ko band kiya aabid ne yeh kehkar akbarKehdo ye haram se ay baqir sab roein yahan par aakarTurbat par chirakne ki khatir ab paani kahaan se laaoun mein Abid closed the grave and said “Akbar” Tell everyone to come and cry here But where will I get water to pour on the grave from?

www.understandingaza.com

Slide11

Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sisterwww.understandingaza.com